Thursday, March 17, 2011

Ek tumhare rooth jane se


ik tumharay rooth janay se,
kiisi ko kuch nahi hota,
phool b mehaktay hain,
rang b damaktay hain,
suraj b nikalta hai,
taaray b chamaktay hain,
lekin itna zaroor hota hai,
ik tumharay rooth janay se,
koi hansna bhool jata hai........!

No comments: