Wednesday, March 16, 2011

tum rooth jao mujhse


Tum rooth jao mujhse
aisa kabhi na kerna

main ik nazar ko tarsoon

aisa kabhi na kerna

main pooch pooch haroon

soh soh sawal kar k

tum kuch jawab na do

aisa kabhi na kerna

mujhse hi mil ker hasna

mujhse hi mil ker roona

mujhse bicher k jee lo

aisa kabhi na kerna

Tum chand bun k rehna

main dehkta rahoon ga

kisi roz Tum na niklo

aisa kabhi na kerna

tum chalay jao jub, 
tu deikhoon tumhara raasta

Tum loat k na aaoo

aisa kabhi na kerna...

˙·٠•●♥ Asif's Blog ♥●•٠·˙

No comments: