Friday, March 25, 2011

wqt se wqt ki


Waqt se waqt ki kya shikayat kareWaqt hi na raha waqt ki baat haiUsne dekha mujhe usne chaaha mujheUsne thukra diya waqt ki baat haiKoi mushkil padi koi kaam aa gayaZehan mein uske jo mera naam aa gayaBaad muddat ke woh doston ki tarrahHumse hass ke mila waqt ki baat haiZindagi humse anjaan to ho gayiEk rishte ki pehchaan to ho gayiKoi chaahat na thi bas dillagi thiWoh khudko samjha liya waqt ki baat haiApni rang-e-muhabbat hai sabse juda
Koi puche to ab koi jawaab nahi
Jisko payaa nahi ussko kho ker bhi
Main
kyon ussi ka raha waqt ki baat hai

No comments: